
Ajab Nashat Se Jallad Ke chale Hain Hum Aage
Ajab nashāt se jallād ke chale haiñ ham aage Ki apne saa.e se sar paañv se hai do qadam aage […]
Ajab nashāt se jallād ke chale haiñ ham aage Ki apne saa.e se sar paañv se hai do qadam aage […]
Afsos ki dandāñ kā kiyā Rizq Falak ne Jin logoñ kī thī Dar-ḳhur-e-aqd-e-Guhar añgusht Kaafī hai nishānī Tirā chhalle kā […]
Aamad-e-sailāb-e-tūfān-e-sadā-e-āb hai Naqsh-e-pā jo kaan meñ rakhtā hai uñglī jaada se Bazm-e-mai vahshat-kada hai kis kī chashm-e-mast kā Shīshe meñ […]
Amad-e-ḳhat se huā hai sard jo bāzār-e-Dost Dūd-e-sham-e-kushta thā shāyad ḳhat-e-ruḳhsār-e-Dost Ai dil-e-nā-āqibat-andesh zabt-e-shauq kar Kaun lā saktā hai tāb-e-jalva-e-dīdār-e-Dost […]
Aabrū kyā ḳhaak us gul kī ki gulshan meñ nahīñ Hai garebāñ nañg-e-pairāhan jo dāman meñ nahīñ Zof se ai […]
Añkhoñ se hayā Tapke hai andāz to dekho Hai bul-havasoñ par bhī sitam naaz to dekho Us but ke liye […]
AahaT sī koī aa.e to lagtā hai ki tum ho Saaya koī lahrā.e to lagtā hai ki tum ho Jab […]
Aah ko chāhiye ik umr asar hote tak Kaun jiitā hai tirī zulf ke sar hote tak Dām-e-har-mauj meñ […]
Aae kuchh abr kuchh sharāb Aae Is ke ba.ad aa.e jo azaab Aae Bām-e-mīnā se māhtāb utre Dast-e-sāqī meñ āftāb […]