
Tu Dost Kisu Ka Bhi Sitamgar Na Hua Tha
Tū dost kisū kā bhī sitamgar na huā thā Auroñ pe hai vo zulm ki mujh par na huā thā […]
Tū dost kisū kā bhī sitamgar na huā thā Auroñ pe hai vo zulm ki mujh par na huā thā […]
Taskīñ ko ham na ro.eñ jo zauq-e-nazar mile Hūrān-e-ḳhuld meñ tirī sūrat magar mile Apnī galī meñ mujh ko […]
Taġhāful-dost huuñ merā dimāġh-e-ajz aalī hai Agar pahlū-tahī kiije to jā merī bhī ḳhālī hai Rahā ābād aalam ahl-e-himmat ke […]
Tā ham ko shikāyat kī bhī baaqī na rahe jā Sun lete haiñ go zikr hamārā nahīñ karte ‘Ghālib’ tirā […]
Sab kahāñ kuchh lāla-o-gul meñ numāyāñ ho ga.iiñ Khaak meñ kyā sūrateñ hoñgī ki pinhāñ ho ga.iiñ Yaad thiiñ ham […]
Shumār-e-sub.ha marġhūb-e-but-e-mushkil-pasand aayā Tamāshā-e-ba-yak-kaf burdan-e-sad-dil-pasand aayā Ba-faiz-e-be-dilī naumīdi-e-jāved āsāñ hai Kushāyish ko hamārā uqda-e-mushkil-pasand aayā Havā-e-sair-e-gul ā.īna-e-be-mehri-e-qātil Ki andāz-e-ba-ḳhūñ-ġhaltīdan-e-bismil-pasand aayā […]
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai […]
Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam dekhte haiñ Tire sarv-qāmat […]
Jāda-e-rah ḳhur ko vaqt-e-shām hai tār-e-shuā.a Charḳh vā kartā hai māh-e-nau se āġhosh-e-vidā.a Sham.a se hai bazm-e-añgusht-e-tahayyur dar dahan Sho.ala-e-āvāz-e-ḳhūbāñ […]
Jab tak dahān-e-zaḳhm na paidā kare koī Mushkil ki tujh se rāh-e-suḳhan vā kare koī Aalam ġhubār-e-vahshat-e-majnūñ hai sar-ba-sar Kab […]