Na umeed hona bhi gunaah hai
Na umeed hona bhi gunaah hai, Intezaar karna bhi saza hai, Ab nahi jaante Kya kare, Kuch kehna bhi Mana hai.
Na umeed hona bhi gunaah hai, Intezaar karna bhi saza hai, Ab nahi jaante Kya kare, Kuch kehna bhi Mana hai.
Ek sabar ke alava mere paas kuch bhi nhi hai, Barbaad alam ka ab kuch ehsaas bhi nahi hai.
Ek galti pe rooth Kar Chala Gaya vo shaqs, Jaise usse ek muddat se iss mauke ki talaash this.
Humne kab tumse jahaan maanga tha, Bas Sach bolte itna hi chaha tha.
Kyu le rahe ho jaan Yun hokar madhosh, Ek baar keha hota, Luta dete hum sab kuch yuhi hokar madhosh.
Mausam aaye, Mausam Gaye, Jo paas hokar bhi dur the vo chhut Gaye, Jo mohobbat se bandhe the vo reh Gaye.
Meri khaamoshi mein bhi hazaar baatein thi, Tum sun ne vale toh bante, Dil iss qadar khaali Kar diya Mera, Kabhi zikr-e-ehsaas toh Karte.
Dua mein teri hasi maangi aur kurbat mein tujhe maanga, Is se zyada maine khuda se kuch nahi chaha.
Saath de agar tu mera toh Safar yuhi kat jayega, Pyaar kare mujhse beintehaan toh waqt yuhi tham jayega.
Meri berang Zindagi mein rang tumhi se aaye hai. Wafa ka matlab toh hum ab samajh paye hai.