Top 10 Ghazals by Mirza Ghalib: Shayari Ka Ek Anmol Khazana. Mirza Ghalib, Urdu adab ke sabse mashhoor shayaron mein se ek hain. Unki ghazalen mohabbat, dukh, zindagi ke dard aur insani jazbaat ka aaina hain. Unke alfaaz dil ko choo jaate hain aur har daur ke shayari shaukeen logon ko prabhavit karte hain. Aaj hum Mirza Ghalib ki 10 sabse behtareen ghazalen lekar aaye hain jo aapko unki shayari ki gehraai ka ehsaas karayengi.
Category: Ghazals
-

नई शुरुआत और नए सफर पर टॉप 10 शायरी
नई शुरुआत और नए सफर पर टॉप 10 शायरी 🌸✨
1.
हर सुबह एक नया सवेरा होता है,
हर दिन एक नया बसेरा होता है।
मत डर नई राहों से ऐ मुसाफिर,
हर मोड़ पर एक नया सवेरा होता है।
2.
जो बीत गया उसे भूल जा,
नए ख्वाबों को अब तू फूल बना।
ज़िंदगी हर मोड़ पर नया गीत सुनाती है,
बस तू अपने हौसलों को अनमोल बना।
3.
रास्ते बदले, सफर नया होगा,
ख्वाब भी अब कुछ अलग सा होगा।
डर न इस बदलती हवाओं से,
हर अंधेरे के बाद एक सवेरा होगा।
4.
गुज़रा हुआ वक्त यादों में रहेगा,
आने वाला कल उम्मीदों से सजेगा।
हर मुश्किल को अपना साथी बना,
नई शुरुआत का जश्न मनेगा।
5.
टूटे हुए ख्वाबों से डर मत,
हर शाम के बाद नया सवेरा आता है।
जो बीत गया उसे भूल जा,
ज़िंदगी का हर दिन एक नया मौका लाता है।
6.
नई शुरुआत का वक्त आ गया,
हर अधूरा सपना अब पूरा होगा।
मंज़िल की राह में जो भी रुकावट हो,
तेरी हिम्मत से सब कुछ आसान होगा।
7.
बीते कल को दिल से निकाल दो,
नए सपनों की दुनिया बसा लो।
हर सुबह एक नई रोशनी लाती है,
बस खुद पर यकीन बनाए रखो।
8.
नए रास्ते, नई मंज़िलें, नए हौसले,
हर कदम पर होंगे नए फ़ासले।
खुद पर यकीन रख और बढ़ता जा,
ज़िंदगी तुझे हर रोज़ नए सबक सिखाएगी।
9.
पुराने पन्नों को मोड़ दे,
नई कहानी का आगाज़ कर।
जो गया उसे भूल जा,
नई उम्मीदों के साथ परवाज़ कर।
10.
हर सुबह नई किरण लाती है,
हर दिन नई उमंग जगाती है।
मत रो अतीत की बातों पर,
ज़िंदगी हर पल एक नई शुरुआत सिखाती है।
✨ नई शुरुआत का स्वागत करें और जीवन में नए रंग भरें! ✨ 😊
-

Tasawur Mein Tujh Se Guftgoo Rehti Hai
Tasawur Mein Tujh Se Guftgoo Rehti Hai,
Tera Pyar Paane Ki Justajoo Rehti Hai,
Mere Dil Mein Tere Siwa Koi Aur Nahi,
Wahan Faqat Sirf Tu Hi Tu Rehti Hai,
Teri Judai Mein Ashq Behte Rehte Hain,
Kayi Dino Se Ankh Lahoo-Lahoo Rehti Hai,
Mujhey Tanhai Ka Kabhi Ehsaas Nahi Hota,
Tu Har Pal Mere Charsoo Rehti Hai,
Asghr Ki Koi Aur Khwaish To Nahi Jaanam,
Sirf Tujh Se Baat Karne Ki Arzoo Rehti Hai,
Tasawur Mein Tujh Se Guftgoo Rehti Hai…
Also Read – Sochta Hoon Kya Ho Ga Haal Uska
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
https://www.facebook.com/RealShaayari
Youtube –https://youtu.be/fGxKaB37xh0
-

ख़ुदा करें हालात मेरे इस क़दर न हो
ख़ुदा करें हालात मेरे इस क़दर न हो
बात मैं करूं तो बात में असर न होख़ुदा करें हालात मेरे इस क़दर न हो
बात मैं करूं तो बात में असर न होग़म है के आलम है मेरे जिंदगानी का
ज़ख़्म आए मुझे पर उसे ख़बर न होबात कही जाए पर न जाए लबों से
है यक़ीं के पता उसे कुछ मगर न होमाना के राह-ए-इश्क़ में कांटें है गिरे
नसीब मुझे ऐ ख़ुदा ऐसी डगर न होमाना के राह-ए-इश्क़ में कांटें है गिरे
नसीब मुझे ऐ ख़ुदा ऐसी डगर न होमरीज़ हूं मैं दिल का, मरीज़ ही रहूं
इलाज के लिए ही कोई चारागर न होमैं जानता हूं उसका दिल तो है कांच का
तोड़ना चाहूं तो हाथ में पत्थर न होमैं जानता हूं उसका दिल तो है कांच का
तोड़ना चाहूं तो हाथ में पत्थर न होदुनिया से जुड़ा है रंज-ओ-गम का वास्ता
इस दुनिया में दूर तक मेरी नज़र न होइक उम्र गुज़ारी है मुहब्बत में ‘ज़ाफ़िर’
मुश्किलें रहें पर इश्क़ का सफ़र न होमुश्किलें रहें पर इश्क़ का सफ़र न हो
Also Read –इन थमे थमे इन लम्हों में | Real Shayari
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
-

जो सिर्फ मेरा हो
एक दोस्त ऐसा भी हो, जो सिर्फ मेरा हो…
मैं रोऊ तो मुझे हँसाए,
मैं रूठू तो मुझे मनाए,मेरे हर एक दुख में मेरे साथ हो,
मेरी हर एक खुशी में मेरे साथ हो,
मेरे बिन बोले मेरी बात समझे,
मेरे बिन बोले मेरे दर्द को महसूस करें।हां एक दोस्त ऐसा भी हो,
जो मेरी हंसी के पीछे छिपे दर्द को पहचान ले,
जो मेरे गिरने से पहले
मेरा हाथ थाम ले, मुझे संभाल ले।हां एक दोस्त ऐसा भी हो,
जो जिंदगी की कठिन राह पर,
मेरा मार्गदर्शक बने।
जो दुनिया की भीड़ में,
मुझे तन्हा न छोड़े।
जो अंधेरे में मेरी रोशनी बने,
हां एक दोस्त ऐसा भी हो।हां एक दोस्त ऐसा भी हो,
जिसका साथ पाकर मैं
हर गम भूल जाऊं,
जो मेरे साथ चले तो लगे,
जैसे कि मेरी ही परछाई।एक दोस्त ऐसा भी हो,
जो मुझे खोने से डरे,
जिसे मेरी कमी महसूस हो,
जब मैं उसके साथ ना हूँ तो,
हां एक दोस्त ऐसा भी हो,
जो मुझसे कभी नाराज ना हो।
हां एक दोस्त ऐसा भी हो,
जो सिर्फ मेरा हो, सिर्फ मेरा।जो सिर्फ मेरा हो
Also Read – इन थमे थमे इन लम्हों में | Real Shayari
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
-

Agar thak jaao kabhi
Agar thak jaao kabhi
Agar Thak Jaao Kabhi Toh Humse Kahna,
Hum Utha Lenge Tumko Apni Baahon Mein,
Aap Ek Baar Pyar Karke Toh Dekho Humse,
Hum Khusiyan Bichha Denge Aapki Raahon Mein.
Rab Kare Zindagi Mein Aisa Mukaam Aaye,
Meri Rooh Aur Jaan Aapke Kaam Aaye,
Har Dua Mein Bas Yehi Maangte Hain Rab Se,
Ki Agle Janam Mein Bhi Aapke Naam Ke Sath Mera Naam Aaye..
Meri Har Nazar Mein Basi Ho Tum,
Meri Har Qalam Pe Likhi Ho Tum,
Tujhe Soch Loon To Ghazal Meri,
Na Likh Sakun To Wo Khayal Ho Tum..
Har Lamha Aaj Kal Ko Talash Raha Hai Yeh Dil,
Guzri Yaadon Ko Fir Se Jeena Chah Raha Hai Yeh Dil,
Koi Mujhse Bhi Puch Le Kyun Khamosh Hai Meri Aankhein,
Meri Zindagi Ko Fir Se Maang Raha Hai Ye Dil.Also Read – बिच्छरण | Real Shayari
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
-

Koi umeed
Koi umeed
koī ummīd bar nahīñ aatī
koī sūrat nazar nahīñ aatī
maut kā ek din muayyan hai
niind kyuuñ raat bhar nahīñ aatī
aage aatī thī hāl-e-dil pe hañsī
ab kisī baat par nahīñ aatī
jāntā huuñ savāb-e-tāat-o-zohd
par tabī.at idhar nahīñ aatī
hai kuchh aisī hī baat jo chup huuñ
varna kyā baat kar nahīñ aatī
kyuuñ na chīḳhūñ ki yaad karte haiñ
merī āvāz gar nahīñ aatī
dāġh-e-dil gar nazar nahīñ aatā
bū bhī ai chārāgar nahīñ aatī
ham vahāñ haiñ jahāñ se ham ko bhī
kuchh hamārī ḳhabar nahīñ aatī
marte haiñ aarzū meñ marne kī
maut aatī hai par nahīñ aatī
kaaba kis muñh se jāoge ‘ġhālib’
sharm tum ko magar nahīñ aatī
Koi umeed
Also Read – बिच्छरण | Real Shayari
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
-

Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai
Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai,
Jismein Jeene Ki Khwahish Honi Chahiye,
Gam Khud Hi Khushiyon Mein Badal Jayenge,
Sirf Muskurane Ki Aadat Honi Chahiye.Wahi Ranjishen Wahi Hasraten,
Na Hi Dard-E-Dil Mein Kami Hui,
Hai Ajeeb Si Meri Zindagi,
Na Guzar Saki…. Na Khatm Hu.Kal Ek Jhalak Zindagi Ko Dekha,
Vo Raahon Pe Meri Gunguna Rahi Thi,
Phir Dhoondha Use Idhar Udhar,
Vo Aankh Michauli Kar Muskura Rahi Thi,
Ek Arse Ke Baad Aaya Mujhe Qaraar,Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai
Vo Sahla Ke Mujhe Sula Rahi Thi,
Ham Donon Kyu Khafa Hain Ek Doosre Se,
Main Use Aur Vo Mujhe Samajha Rahi Thi,
Maine Poochh Liya Kyu Itna Dard Diya Kamabakht Tune,
Vo Hansi Aur Boli Main Zindagi Hoon Pagle
Tujhe Jeena Sikha Rahi Thi.Also Read – Tujhe paane ke liye mein kuch bhi kar jayunga | Real Shayari
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
-

Ghar ka rasta bhi mila tha shayad
ghar kā rasta bhī milā thā shāyad
raah meñ sañg-e-vafā thā shāyad
is qadar tez havā ke jhoñke
shāḳh par phuul khilā thā shāyad
jis kī bātoñ ke fasāne likkhe
us ne to kuchh na kahā thā shāyad
log be-mehr na hote hoñge
vahm sā dil ko huā thā shāyad
tujh ko bhūle to duā tak bhūle
aur vahī vaqt-e-duā thā shāyad
ḳhūn-e-dil meñ to Duboyā thā qalam
aur phir kuchh na likhā thā shāyad
dil kā jo rañg hai ye rañg ‘adā’
pahle āñkhoñ meñ rachā thā shāyad
ghar kā rasta bhī milā thā shāyad by Ada Jaffrey
Also Read – आप की याद आती रही | Real Shayari
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
-

Achanak dilruba mausam ka dil-azar ho jaan
achānak dilrubā mausam kā dil-āzār ho jaanā
duā āsāñ nahīñ rahnā suḳhan dushvār ho jaanā
tumheñ dekheñ nigāheñ aur tum ko hī nahīñ dekheñ
mohabbat ke sabhī rishtoñ kā yuuñ nādār ho jaanā
abhī to be-niyāzī meñ taḳhātub kī sī ḳhushbū thī
hameñ achchhā lagā thā dard kā dildār ho jaanā
agar sach itnā zālim hai to ham se jhuuT hī bolo
hameñ aatā hai patjhaḌ ke dinoñ gul-bār ho jaanā
abhī kuchh an-kahe alfāz bhī haiñ kunj-e-mizhgāñ meñ
agar tum is taraf aao sabā-raftār ho jaanā
havā to ham-safar Thahrī samajh meñ kis tarah aa.e
havāoñ kā hamārī raah meñ dīvār ho jaanā
abhī to silsila apnā zamīñ se āsmāñ tak thā
abhī dekhā thā rātoñ kā sahar-āsār ho jaanā
hamāre shahr ke logoñ kā ab ahvāl itnā hai
kabhī aḳhbār paḌh lenā kabhī aḳhbār ho jaanā
Achanak dilruba mausam ka dil-azar ho jaan
Achanak dilruba mausam ka dil-azar ho jaan – Ada Jaffrey
Read More – Real Shayari | Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Browse more content – http://www.needtricks.com
Follow us – https://www.instagram.com/realshayari_/
