thumbnail

Chaak Ki Khwahish Agar Wahshat Ba-Uryani Kare

by Real Shayari   ·  6 years ago   ·  

Chaak kī ḳhvāhish agar Vahshat ba-Uryānī kare Sub.h ke mānind zaḳhm-e-dil Garebānī kare Jalve kā tere vo aalam hai ki gar kiije Khayāl Dīda-e-dil ko ziyārat-gāh-e-hairānī kare Hai shikastan se bhī dil naumīd yā rab kab Talak Abgīna koh par arz-e-girāñ-jānī kare Mai-kada gar chashm-e-mast-e-nāz se Paave Shikast Mū-e-shīsha dīda-e-sāġhar kī mizhgānī kare Khatt-e-āriz se ...

thumbnail

Bisat-E-Ijz Mein Tha Ek Dil Yak Qatra Khun Wo Bhi

by Real Shayari   ·  6 years ago   ·  

Bisāt-e-ijz meñ thā ek dil yak qatra ḳhuñ vo bhī So rahtā hai ba-andāz-e-chakīdan sar-Nigūñ vo bhī Rahe us shoḳh se āzurda ham chande Takalluf se Takalluf bartaraf thā ek andāz-e-junūñ vo bhī Khayāl-e-marg kab taskīñ dil-e-āzurda ko Baḳhshe Mire dām-e-tamannā meñ hai ik said-e-zabūñ vo bhī Na kartā kaash naala mujh ko kyā Mālūm ...

thumbnail

Bazm-E-Shahanshah Mein Ashaar Ka Daftar Khula

by Real Shayari   ·  6 years ago   ·  

Bazm-e-shāhanshāh meñ ash.ār kā daftar khulā Rakhiyo yā rab ye dar-e-ganjīna-e-gauhar khulā Shab huī phir anjuman-e-raḳhshanda kā manzar khulā Is takalluf se ki goyā but-kade kā dar khulā Garche huuñ dīvāna par kyuuñ dost kā khā.ūñ fareb Astīñ meñ dashna pinhāñ haath meñ nashtar khulā Go na samjhūñ us kī bāteñ go na pā.ūñ us ...

thumbnail

Bazicha-E-Atfal Hai Duniya Mere Aage

by Real Shayari   ·  6 years ago   ·  

Bāzīcha-e-atfāl hai duniyā mire aage Hotā hai shab-o-roz tamāshā mire aage   Ik khel hai aurañg-e-sulemāñ mere Nazdīk Ik baat hai ejāz-e-masīhā mire aage Juz naam nahīñ sūrat-e-ālam mujhe Manzūr Juz vahm nahīñ hasti-e-ashiyā mire aage   Hotā hai nihāñ gard meñ sahrā mire hote Ghistā hai jabīñ ḳhaak pe dariyā mire aage   Mat pūchh ki kyā ...

thumbnail

Bas-Ki Dushwar Hai Har Kaam Ka Aasan Hona

by Real Shayari   ·  6 years ago   ·  

Bas-ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā Aadmī ko bhī mayassar nahīñ insāñ honā Girya chāhe hai ḳharābī mire kāshāne kī Dar o dīvār se Tapke hai bayābāñ honā Vā-e-dīvāngi-e-shauq ki har dam mujh ko Aap jaanā udhar aur aap hī hairāñ honā Jalva az-bas-ki taqāzā-e-nigah kartā hai Jauhar-e-ā.ina bhī chāhe hai mizhgāñ honā Ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannā mat pūchh Id-e-nazzāra hai shamshīr kā ...