Tag: Bewafa Shayari

  • Hasta Tha Muj Ko

    Hasta Tha Muj Ko

    Hasta Tha Muj Ko Rula B Detha Tha
    Ker K Wo Moj Say Aksar Waday Bhula B Detha Tha

    Bewafa Tha Mageracha Lagta Tha Dil Ko
    Kabi Kabar Batian Mohabat Ki Sona B Deta Tha

    Kabi Bay Waqt Hi Chala Ata Tha Milnay Ko
    Kabi Mobhat K Qimti Pal Gawa B Daytha Tha

    Tham Layta Tha Hath Mera Yun Hi Kabi
    Khud Kabi Hath Apna Mery Hath Say Chura B Layta Tha

    Ajab Dhop Chaon Sa Tha Mizaj Us Ka
    Motbar B Karta Nazro Say Gira B Daytha Tha

  • Ek Bewafa Ko Hum Ne

    Ek Bewafa Ko Hum Ne

    Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi
    Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi

    Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar
    Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi

    Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga
    Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi

    Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko
    Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi

    Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se
    Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi

    Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar
    Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi

  • कभी रो के मुस्कुराए

    कभी रो के मुस्कुराए

    कभी रो के मुस्कुराए, कभी मुस्कुरा के रोए,
    जब भी तेरी याद आई तुझे भुला के रोए,
    एक तेरा ही तो नाम था जिसे हज़ार बार लिखा,
    जितना लिख के खुश हुए उस से ज़यादा मिटा के रोए।

  • आशिक के नाम से सभी जानते हैं

    आशिक के नाम से सभी जानते हैं

    आशिक के नाम से सभी जानते हैं
    इतना बदनाम हो गए हम मयखाने में
    जब भी तेरी याद आती है बेदर्द मुझे
    तोह पीते हैं हम दर्द पैमाने में |

  • Aitbar Nhi To Kam Se Kam Puch Hi Lea Kro..!

    Aitbar Nhi To Kam Se Kam Puch Hi Lea Kro..!

    Aitbar nhi to kam se kam puch hi lea kro..!

    Kyu bevajeh dusro ke khyalat ka izhar kerte ho …!!

    Uske khyalat Haqeeqat se bhut pre hai lekin…!

    Tumhe Waqt kha milta ke nazre utha ker Haqeeqat ko dekhlo..!!

    Nafrat is kadr bhadi hai unke khuun me ke..!

    Soch bhi unki mutasir hue jarhi hai..!!

  • Ye Ishq Mohabbat Ki Bewafaai

    Ye Ishq Mohabbat Ki Bewafaai

    Ye ishq mohabbat ki bewafaai to yu hi badnam hai,
    Zindagi mein zindagi se jyada bewafa koi nahi,
    Kab, kahan aur kaise chhod jayegi pata nahi,
    Isko bas bahana chahaiye aur kuchh nahi.

  • Teri Bewafaai Par

    Teri Bewafaai Par

    Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun,
    Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai,
    Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the,
    Magar unke rakh jo aaj bhi mere pas hai.

  • Dil Bechain Tha Par Ise Kinara Na Mila

    Dil Bechain Tha Par Ise Kinara Na Mila

    Dil bechain tha par ise kinara na mila,
    Machalti raaton mein tere husn ka sahara na mila,
    Log peete hai ishq me khud ko mita lene ko,
    Hume to Ishq mein doobe the unke kuch is kadar,
    kambakht phir bhi unki nigahon ka paimana na mila.

  • Mat Kar Itni Mohabbat

    Mat Kar Itni Mohabbat

    Mat kar itni mohabbat aye naadan dil,
    Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega.
    Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon,
    Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega.

    Shukar kar khuda ka ki aanson ko rang nahi dia,
    Varna takiye ka rang tere, Usko phir tu chhupa paega.
    Jo tod gaye sapne tere, wo saare armaon ke,
    Dil phir tera kisi mohabbat ke kaabil na reh paega.

  • Tuta Ho Dil To Dukh Hota Hai

    Tuta Ho Dil To Dukh Hota Hai

    Tuta Ho Dil To Dukh Hota Hai,
    Karke Mahobat Ye Dil Rota Hai,
    Dard Ka Aihshas To Tab Hota Hai,
    Jab Kisi Se Mahobat Ho, Aur Uske Dil Me Koi Aur Hota Hai.

    Read More Shayari: Sun Pagli Ham To Is Kadar Pagal Hain