Tasawur Mein Tujh Se Guftgoo Rehti Hai

1

Tasawur Mein Tujh Se Guftgoo Rehti Hai, Tera Pyar Paane Ki Justajoo Rehti Hai, Mere Dil Mein Tere Siwa Koi Aur Nahi, Wahan Faqat Sirf Tu Hi Tu Rehti Hai, Teri Judai Mein Ashq Behte Rehte Hain, Kayi Dino Se Ankh Lahoo-Lahoo Rehti Hai, Mujhey Tanhai Ka Kabhi Ehsaas Nahi Hota, Tu Har Pal Mere … Read more

ख़ुदा करें हालात मेरे इस क़दर न हो

0

ख़ुदा करें हालात मेरे इस क़दर न होबात मैं करूं तो बात में असर न हो ख़ुदा करें हालात मेरे इस क़दर न होबात मैं करूं तो बात में असर न हो ग़म है के आलम है मेरे जिंदगानी काज़ख़्म आए मुझे पर उसे ख़बर न हो बात कही जाए पर न जाए लबों सेहै … Read more

जो सिर्फ मेरा हो

एक-दोस्त-ऐसा-भी-हो,-जो-सिर्फ-मेरा-हो

एक दोस्त ऐसा भी हो, जो सिर्फ मेरा हो…मैं रोऊ तो मुझे हँसाए,मैं रूठू तो मुझे मनाए, मेरे हर एक दुख में मेरे साथ हो,मेरी हर एक खुशी में मेरे साथ हो,मेरे बिन बोले मेरी बात समझे,मेरे बिन बोले मेरे दर्द को महसूस करें। हां एक दोस्त ऐसा भी हो,जो मेरी हंसी के पीछे छिपे … Read more

Agar thak jaao kabhi

Agar thak jaao kabhi

Agar thak jaao kabhi Agar Thak Jaao Kabhi Toh Humse Kahna,Hum Utha Lenge Tumko Apni Baahon Mein,Aap Ek Baar Pyar Karke Toh Dekho Humse,Hum Khusiyan Bichha Denge Aapki Raahon Mein. Rab Kare Zindagi Mein Aisa Mukaam Aaye,Meri Rooh Aur Jaan Aapke Kaam Aaye,Har Dua Mein Bas Yehi Maangte Hain Rab Se,Ki Agle Janam Mein Bhi … Read more

Koi umeed

Koi umeed

Koi umeed koī ummīd bar nahīñ aatī koī sūrat nazar nahīñ aatī maut kā ek din muayyan hai niind kyuuñ raat bhar nahīñ aatī aage aatī thī hāl-e-dil pe hañsī ab kisī baat par nahīñ aatī jāntā huuñ savāb-e-tāat-o-zohd par tabī.at idhar nahīñ aatī hai kuchh aisī hī baat jo chup huuñ varna kyā baat … Read more

Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai

Zindagi ek khubsoorat khwab hia

Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai,Jismein Jeene Ki Khwahish Honi Chahiye,Gam Khud Hi Khushiyon Mein Badal Jayenge,Sirf Muskurane Ki Aadat Honi Chahiye. Wahi Ranjishen Wahi Hasraten,Na Hi Dard-E-Dil Mein Kami Hui,Hai Ajeeb Si Meri Zindagi,Na Guzar Saki…. Na Khatm Hu. Kal Ek Jhalak Zindagi Ko Dekha,Vo Raahon Pe Meri Gunguna Rahi Thi,Phir Dhoondha Use Idhar Udhar,Vo … Read more

Ghar ka rasta bhi mila tha shayad

Ghar Ka Raasta

ghar kā rasta bhī milā thā shāyad raah meñ sañg-e-vafā thā shāyad is qadar tez havā ke jhoñke shāḳh par phuul khilā thā shāyad jis kī bātoñ ke fasāne likkhe us ne to kuchh na kahā thā shāyad log be-mehr na hote hoñge vahm sā dil ko huā thā shāyad tujh ko bhūle to duā … Read more

Achanak dilruba mausam ka dil-azar ho jaan

Achanak

achānak dilrubā mausam kā dil-āzār ho jaanā duā āsāñ nahīñ rahnā suḳhan dushvār ho jaanā tumheñ dekheñ nigāheñ aur tum ko hī nahīñ dekheñ mohabbat ke sabhī rishtoñ kā yuuñ nādār ho jaanā abhī to be-niyāzī meñ taḳhātub kī sī ḳhushbū thī hameñ achchhā lagā thā dard kā dildār ho jaanā agar sach itnā zālim … Read more

आप की याद आती रही

आप की याद आती रही रात भर’  चाँदनी दिल दुखाती रही रात भर  गाह जलती हुई गाह बुझती हुई  शम-ए-ग़म झिलमिलाती रही रात भर  कोई ख़ुशबू बदलती रही पैरहन  कोई तस्वीर गाती रही रात भर  फिर सबा साया-ए-शाख़-ए-गुल के तले  कोई क़िस्सा सुनाती रही रात भर  जो न आया उसे कोई ज़ंजीर-ए-दर  हर सदा पर … Read more

कभी ख़ुद पे कभी हालात पे

कभी ख़ुद पे कभी हालात पे रोना आया  बात निकली तो हर इक बात पे रोना आया  हम तो समझे थे कि हम भूल गए हैं उन को  क्या हुआ आज ये किस बात पे रोना आया  किस लिए जीते हैं हम किस के लिए जीते हैं  बारहा ऐसे सवालात पे रोना आया  कौन रोता … Read more