Mirza Ghalib
Tū dost kisū kā bhī sitamgar na huā thā Auroñ pe hai vo zulm ki mujh par na huā thā ChhoḌā mah-e-naḳhshab kī tarah dast-e-qazā ne ...
Taskīñ ko ham na ro.eñ jo zauq-e-nazar mile Hūrān-e-ḳhuld meñ tirī sūrat magar mile Apnī galī meñ mujh ko na kar dafn bād-e-qatl Mere ...
Taġhāful-dost huuñ merā dimāġh-e-ajz aalī hai Agar pahlū-tahī kiije to jā merī bhī ḳhālī hai Rahā ābād aalam ahl-e-himmat ke na hone se ...
Tā ham ko shikāyat kī bhī baaqī na rahe jā Sun lete haiñ go zikr hamārā nahīñ karte 'Ghālib' tirā ahvāl sunā deñge ham un ko Vo sun ke ...
Sab kahāñ kuchh lāla-o-gul meñ numāyāñ ho ga.iiñ Khaak meñ kyā sūrateñ hoñgī ki pinhāñ ho ga.iiñ Yaad thiiñ ham ko bhī rañgā-rañg ...
Shumār-e-sub.ha marġhūb-e-but-e-mushkil-pasand aayā Tamāshā-e-ba-yak-kaf burdan-e-sad-dil-pasand aayā Ba-faiz-e-be-dilī naumīdi-e-jāved āsāñ ...
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai Pur huuñ maiñ shikve se yuuñ raag se jaise baajā ...
Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam ...
Jāda-e-rah ḳhur ko vaqt-e-shām hai tār-e-shuā.a Charḳh vā kartā hai māh-e-nau se āġhosh-e-vidā.a Sham.a se hai bazm-e-añgusht-e-tahayyur dar ...
Jab tak dahān-e-zaḳhm na paidā kare koī Mushkil ki tujh se rāh-e-suḳhan vā kare koī Aalam ġhubār-e-vahshat-e-majnūñ hai sar-ba-sar Kab tak ...
Jab ba-taqrīb-e-safar yaar ne mahmil bāñdhā Tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil bāñdhā Ahl-e-bīnash ne ba-hairat-kada-e-shoḳhi-e-nāz ...
Ishrat-e-qatra hai dariyā meñ fanā ho jaanā Dard kā had se guzarnā hai davā ho jaanā Tujh se qismat meñ mirī sūrat-e-qufl-e-abjad Thā ...