Gam To Har Kisi Ki Zindagi Me Hai, Kbhi Behta Aansu Ban Ker Dekho Na..!
Gam to har kisi ki zindagi me hai, kbhi behta aansu ban ker dekho na..! Apne lea to sab jite hai, kuch pal apno kelea bhi jiker dekho na..!!
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
This category contains Love and Relationships advice. This category would be very effective for people seeking for Love and Relationships advice.
Gam to har kisi ki zindagi me hai, kbhi behta aansu ban ker dekho na..! Apne lea to sab jite hai, kuch pal apno kelea bhi jiker dekho na..!!
Hosake to aik ehsan humpe kerna, Nazar me aae to dekh hume nazar andaz na kerna..! Hum koe dushman thodi na hai, samjh lena ki kisi anzan se muhabbat ki…
Teri in jhil si ankho me duub jau mai, Usi rah se dil me utar jau mai..! Aik vahi chamak hai, jisse hai meri zindagi raushan, Verna to is andhere…
Is paymane me jhuk jati hai nazar, Jisme garuur bhi ho to haya ke sath..! Aksar log milte hai hume, Jinke nazar bhi behosh rehti hai..!!
Suna hai har khwabon ki tamer tere husn se hoti hai..! Bas aik aaina thodi na mukammal hai tere husn ke sath..!!
Rasam-e-muhabbat gulal hojaegi..! Haseen to pehle se thi, aik rubabi chal hojaegi..!! Nigahon me sitaron sa khud ko saza lu mai..! Raat ki chamak me haseen sham hojaegi..!!
Muskura ker jo tera, vo palat ker dekhna..! Ninde gae aur chain bhi, ruh-he-falak bhi kho gae..!!
Nahi talash mujhe uski jo mujhe sahara de..! Mujhe uski talash hai jo usse pehle hi mera hath tham le..!!
Kadar us chand ki sabne ki, Jo sabki pahuch se duur hai..! Mera chand to mere pas hai, khafa hai thoda aur kamoshi ka saruur hai..!!
Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..! Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!