Hasi aati hai mujhe
Hasi aati hai mujhe tere iss qadar itrane pe ae dost, Yaad Kar tujhe khaak se utha Kar falak pe baithaya kisne hai.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Hasi aati hai mujhe tere iss qadar itrane pe ae dost, Yaad Kar tujhe khaak se utha Kar falak pe baithaya kisne hai.
Kyu le rahe ho jaan Yun hokar madhosh, Ek baar keha hota, Luta dete hum sab kuch yuhi hokar madhosh.
Baaz dafa socha Kya yeh sab hona zaruri tha, Tab Allah ne kaha tera guroor yuhi tootna tha.
Qismat aur waqt ke aage toh tu kuch bhi nahi, Fir Kyu tu Kal ki sochke apne aaj pe rota hai.
Mausam aaye, Mausam Gaye, Jo paas hokar bhi dur the vo chhut Gaye, Jo mohobbat se bandhe the vo reh Gaye.
Meri khaamoshi mein bhi hazaar baatein thi, Tum sun ne vale toh bante, Dil iss qadar khaali Kar diya Mera, Kabhi zikr-e-ehsaas toh Karte.
Dil jaanta tha ki vo lautke nahi aayega, Fir bhi humne khudko dur kiya iss umeed mein, Ki der se hi sahi, Kabhi toh vo Hume pukarega.
Meri lakh minnaton ke baad bhi nahi badle tum, Chalo ab hum hi apne andaaz badal lenge, Yaad karke uss hasi ko tadpogey tum, Hum khaamoshi se ghut kar jee…
Taqleefon ka toh hisaab hi rakhna chhod diya hai, Jaan Gaye hai ki bayaan karke ek aur taqleef hi payenge.
Humne tumhe Dil dekar apni khushiyon ko khudse dur kiya, Badle mein tumne humse humara jahaan liya, Khwab toh suhane bohot dekhe the Maine, Tumne ek jhatke mein ghar tod…