Jeene ka andaaz
Bas ab jeene ka andaaz kuch yun rakho, Jo nahi samajhte unhe Nazar andaaz karo.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Bas ab jeene ka andaaz kuch yun rakho, Jo nahi samajhte unhe Nazar andaaz karo.
Hasi aati hai mujhe tere iss qadar itrane pe ae dost, Yaad Kar tujhe khaak se utha Kar falak pe baithaya kisne hai.
Humne toh manzil ki chah ki thi, Raasta toh ussi ne dikhaya, Jab saath chhod Gaye the sab, Akele nahi hum bharosa ussi ne dilaya.
Dil chahta hai udd jau aasman mein, Dil chahta hai haasil karlu ucchaiyon ko, Dil chahta hai doob jau maujo mein, Dil chahta hai kashti tehrau toofanon mein.