Bheegi nahi thi meri aankhein kabhi waqt ki maar see
Bheegi nahi thi meri aankhein, Kabhi waqt ki maar see, Dekh Teri berukhi ne, Aaj inhe bhi rula diya.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Bheegi nahi thi meri aankhein, Kabhi waqt ki maar see, Dekh Teri berukhi ne, Aaj inhe bhi rula diya.
Thokrey lagti hai, rahgir milte hai, Yakeen jitna jis par bhi karo, Vo itna hi todte hai, Yej bhi kuch kuch Kam nahi, Jo sambhal Gaye unhe bhi log todte…
Rishton ko sametne mein ek muddat lag jati hai, Jab mohobbat se rahe itne pal saath toh aadat pad jati hai, Chhoot ta nahi vo shaqs Jo Dil mein bas…
Agar fitrat hamari sehne ki na hoti, Toh himmat tumhari kuch kehne ki na hoti.
Maana Tere Mera milna khwab hai, Par tu hi toh Mera ehsaas hai.
Ab Kya shikwa kare khudki kismat se, Log vaada karke bewafa ho jate hai.
Bagair jiske ek pal guzaarna mushkil tha, Aaj vahi sirf khel khwaabo mein aake reh Gaya.
Na umeed hona bhi gunaah hai, Intezaar karna bhi saza hai, Ab nahi jaante Kya kare, Kuch kehna bhi Mana hai.
Ek sabar ke alava mere paas kuch bhi nhi hai, Barbaad alam ka ab kuch ehsaas bhi nahi hai.
Mere saare jazbaat bas shayari mein simat Kar reh Gaye, tumhe toh khabar Tak nahi hum Kya Kya keh Gaye.