Kadar Us Cand Ki Sabne Ki, Jo Sabki Pahuch Se Duur Hai..!
Kadar us chand ki sabne ki, Jo sabki pahuch se duur hai..! Mera chand to mere pas hai, khafa hai thoda aur kamoshi ka saruur hai..!!
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Kadar us chand ki sabne ki, Jo sabki pahuch se duur hai..! Mera chand to mere pas hai, khafa hai thoda aur kamoshi ka saruur hai..!!
Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..! Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!
Is oos ki thandi bundo ko , in ankho se lipat jane dona..! Apne dil ke paimane me zara hume bhi bikhar jane dona..!!
Tu Ishque hai, mera saruur hai, Phir bhi mujhe na ye garuur hai..! Teri Chahat ke samundar me duuba rahun is kadar, meri sonch ke samundar me bas tuhi mashguul…
Nigahen bolti hai aksar, suna hai maine..! Phir tune kyu nhi suni abtak, ye bata mujhko..!!
“Nazar meri, chupi rahi, Nazar nazar me reh gae..! Nazar ka fasla jo tha , Asar nazar ki reh gae..!!Jo baat dil me thi mere, Vo baat dil me reh…