Kitna khush hota hu,

Jab Tere sath hota hu.

Kitna sukoon milta hai,

Jab Tere pyar mein khota hu.

Kis qadar pagal hota hu,

Jab Teri awaz sun ne ko na mile.

Kis qadar darbadar firta hu,

Jab tu na dikhe.

Har waqt batana chahta hu,

Ki kitna pyar karta hu.

Har martaba sath nibhana chahta hu,

Taaki tu nazdeek rahe.

By Real Shayari

Real Shayari Ek Koshish hai Duniya ke tamaan shayar ko ek jagah laane ki.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *