Jo Mile Khwaab Mein Wahi Daulat Ho
Tum hakiqat nahi hasrat ho, Jo mile khwaab mein wahi daulat ho, Kis liye dekhti ho ayina, Tum toh khuda se bhi jyada khoobsurat ho
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Tum hakiqat nahi hasrat ho, Jo mile khwaab mein wahi daulat ho, Kis liye dekhti ho ayina, Tum toh khuda se bhi jyada khoobsurat ho
Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai Teri baho se lipatne ko jee chahta hai, Khubsurti ki intehaa hain tu, Tuje zindagi me basane ko jee chahta hai
Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai, Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai, Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim, Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad…
Kabhi Gam To Kabhi Tanhai Maar Gayi, Kabhi Yaad Aa Kar Unaki Judai Maar Gayi, Bahut Toot Kar Chaaha Jisako Hamane, Aakhir Mein Unaki Hi Bewafai Maar Gayi.
Har Raat Mai Bhi Aap Ke Paas Ujala Ho, Har Koi Aap Ko Chahne Wala Ho, Waqt Gujar Jaye Unki hi Yadon Mai, Koi Aap Ko Itna Pyar Karne Wala…
Wo kah kar gye the ki laut kar aaynge Ham intzaar naa karte to kya karte Wo jhut bhi bol rhe the bade saleeke se Ham etbaar na karte to…
Ham wo hai jo ankho mai ankhei dal kar Sach jaan lete hai Tujhse mohbbat hai bas esliye Tere jhut bhi sach maan lete hai
Maana ki teri ek Aawaj se bheed ho jati hai Lekin ham bhi mahir hai Hamari ek lalkar se puri bheed bikhar jati hai
दिल जीत ले ऐसी नजर हम भी रखते है भीड़ में आये नजर वो हुनर हम भी रखते है वैसे तो वादा किया है किसी से हरदम मुस्कराने का नहीं…
Naa jane mohbbat me kitne afsane ban jate hai Shama jisko bhi jalati hai wo parwane ban jate hai Kisi ko hasil krna hi ishq ki manjil nahi hoti Kisi…