Humne dekha andhere mein kuch chamakta hua,
Kohre mein kuch chamakta hua,
Shayad vo uss manzar mein lipta hua sangemarmar thi,
Aankhe uski Kohinoor si Roshan thi.
Humne dekha andhere mein kuch chamakta hua,
Kohre mein kuch chamakta hua,
Shayad vo uss manzar mein lipta hua sangemarmar thi,
Aankhe uski Kohinoor si Roshan thi.