Pyaar Koi Diya Nahi Jab Chaaha Jala Diya Bujha Diya
Pyaar koi diya nahi, jab chaaha jala diya bujha diya, Ye baalu ka mahal nahi,jab chaaha bana liya mita diya…. Ye rass hai jo dil ki gaharaiyon se nikalata hai,…
Kabhi Kabhar Hi Sahi Milne Ke Bahane Chahiye
Kabhi Kabher hi sahi, Milne k bahane chahiye, Ise dil ko yaado k aashiyane chahiye Jinse ho jaati hai zindagi janat meri, Nigaho ko bs wo thikana chahiye.
Woh Toh Apna Dard Ro Ro Kar Sunate Rahe
Woh Toh Apna Dard Ro-Ro Kar Sunate Rahe, Humari Tanhayion Se Bhi Aankh Churate Rahe… Humein Hi Mil Gaya Khitab-e-Bewafa Kyunki, Ham Har Dard Muskura Kar Chhupate Rahe…
Pas Aa Zara Dil Ki Bat Bataun Tujhko
Pas aa zara dil ki bat bataun tujhko, Kese dharkta ha dil awaz sunao tujhko…! Aakar tu dekh le dil pe likha h naam tera Agr kahe to dil cheer…
Zindgi Se Apna Har Dard Chupa Lena,
Zindgi se apna har dard chupa lena, Khushi na sahi gam gale laga lena…! Koi agar kahe mohabbat aasan hai, To use mera toota hua dil dikha dena….!!!
Yaado Ke Sahare Duniya Nahi Chalati
Yaado ke sahare duniya nahi chalati, Bina kisi shayar ke mahfil nahi banati…! Ek bar pukaro to aaye dosto, Kyo ki dosto ke bina ye dhadkan nahi chalati…!!!
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha.
Kashti ke musafir ne samandar nahi dekha. Ankho me rahe dil me utarkar nahi dekha….! Patthar samjhte hai mere chahne wale Mujhe. Par mom hu main kisi ne chu kar…
Nazare Karam Mujh Pe Itana Na Kar
Nazare karam mujh pe itana na kar, Ki teri mohabbat ke liye bagi ho jau.. Mujhe itna na pila ishq-e-jaam ki, Mai ishq ke jahar ka aadi ho jaun…..!
Sachche Kisse Sharaab Khaane Mein Sune,
Sachche kisse sharaab khaane mein sune, Wo bhi hath me jaam lekar…! Jhoothe kisse adaalat mein sune, Wo bhi hath me Geeta-kuraan lekar….!!!
Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota
Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota, Har Ishq Ka Koi Naam Nahi Hota.. Yun To Jhum Lete Hai Nashe Me Peene Wale Magar, Har Nashe Ka Name Sharab Nahi…