Awwal Awwal Ki Dosti Hai Abhi
Avval avval kī dostī hai abhī Ik ġhazal hai ki ho rahī hai abhī Maiñ bhī shahr-e-vafā meñ nau-vārid Vo bhī ruk ruk ke chal rahī hai abhī Maiñ bhī…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Avval avval kī dostī hai abhī Ik ġhazal hai ki ho rahī hai abhī Maiñ bhī shahr-e-vafā meñ nau-vārid Vo bhī ruk ruk ke chal rahī hai abhī Maiñ bhī…
Ajab junūn-e-masāfat meñ ghar se niklā thā Khabar nahīñ hai ki sūraj kidhar se niklā thā Ye kaun phir se unhīñ rāstoñ meñ chhoḌ gayā Abhī abhī to azāb-e-safar se…
Agarche zor havāoñ ne Daal rakkhā hai Magar charāġh ne lau ko sambhāl rakkhā hai Mohabbatoñ meñ to milnā hai yā ujaḌ jaanā Mizāj-e-ishq meñ kab e’tidāl rakkhā hai Havā…
Ab kyā socheñ kyā hālāt the kis kāran ye zahr piyā hai Ham ne us ke shahr ko chhoḌā aur āñkhoñ ko muuñd liyā hai Apnā ye sheva to nahīñ…
Jis ko dekho vahī zanjīr-ba-pā lagtā hai Shahr kā shahr huā dāḳhil-e-zindāñ jānāñ Ab tirā zikr bhī shāyad hī ġhazal meñ aa.e Aur se aur hue dard ke unvāñ jānāñ…
Ab ke ham bichhḌe to shāyad kabhī ḳhvāboñ meñ mileñ Jis Tarah sūkhe hue ful kitāboñ meñ mileñ DhūñDh ujḌe hue logoñ meñ vafā ke motī Ye ḳhazāne tujhe mumkin…
Ab aur kyā kisī se marāsim baḌhā.eñ ham Ye bhī bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.eñ ham Sahrā-e-zindagī meñ koī dūsrā na thā Sunte rahe haiñ aap hī apnī…
Ashiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karo Bāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karo Jasta jasta paḌh liyā karnā mazāmīn-e-vafā Par kitāb-e-ishq kā har baab mat dekhā karo Is…
Aañkh se duur na ho Dil se utar jā.egā Vaqt kā kyā hai Guzartā hai guzar jā.egā Itnā mānūs na ho ḳhalvat-e-Gham se apnī Tū kabhī ḳhud ko bhī dekhegā…
शाम सूरज को ढलना सिखाती है शमां परवाने को जलना गिरने पर चोट तो जरूर लगती है लेकिन ठोकर ही इंसान को चलना सिखाती है |