Momeen Hai Na Tu
Momeen hai na tu, to phir kyun chillata hai, Kyun bevajah khudka hi tamasha banata hai, Jo tera hai vo tujhe mil kar rahega, kyun ghabrata hai, Ya khudki sunle…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
Momeen hai na tu, to phir kyun chillata hai, Kyun bevajah khudka hi tamasha banata hai, Jo tera hai vo tujhe mil kar rahega, kyun ghabrata hai, Ya khudki sunle…
Aaj mai khush hoon, kyunki hasna mujhe aaya hai, Ghut ghut kar rehne ke bad jeena mujhe aaya hai, jise sirkast khwabon mein hua karti thi, Aaj vo samne mere…
Ye udasi, ye shikan chehre par kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha duoon tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe hue aye dil, Jhuti hansi thodi na hai…
Nibhae rishte ki bewajah Apne mila nahi karte, Nasihatein milti bohot, madad sahi nahi milte, Kuch soch kar likha tha ye fasana humne, Kuch jumle purane the badal dale humne,…
Baagi mat ban tu is samaj mein aye nadaan, Ye tera ghar hi to hai , isse kyun hai tu anjaan, Kisi shaakh pe koi ullu to kya vo uska…
Bohot seh liye dard-e-dil ka haal humne, Aao ab use hum bhula kar to dekhein, Bohot baha liye aansu is gum mein humne, Aao aaj sath mil kar muskura kar…
Mat kar itni mohabbat aye naadan dil, Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega. Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon, Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega.…
Ek chhoti si bachchi Maa se bichhad kar aayi thi, Thodi si mayuus aur bahut jyada ghabrai thi. Maine pyar se use god mein uthaya, Uski aankhon ke aansu pochh…
Kisse baat karun ki sab bezuban hai, Aaj ke daur mein fariste ab anjaan hai, Jo tu kare vo hum kare, ye tera manna hoga, Apni marzi pe hum chale…
Aye Ishq tu beemar kyun hua, Zamana badla to tu khuddar kyun hua, Humne to har lamha nibhaya tha tujhko, Tu apno ka hokar bhi Bezar kyun hua.