Agar Kaj-Rau Hain Anjum Aasman Tera Hai Ya Mera
Agar kaj-rau hain anjum asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyuun ho jahn tera hai ya mera Agar hangama-ha-e-shauq se hai la-makan ḳhali Khata kis ki hai ya rab…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Agar kaj-rau hain anjum asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyuun ho jahn tera hai ya mera Agar hangama-ha-e-shauq se hai la-makan ḳhali Khata kis ki hai ya rab…
Aflak se aata hai nalon kā javab aḳhir Karte hain ḳhitab aḳhir uthte hain hijab aḳhir Ahval-e-mohabbat men kuchh farq nahin aisa Soz o tab-o-tab avval soz o tab-o-tab aḳhir…
Alam-e-ab-o-ḳhak-o-bad sir-e-ayan hai tu ki mai Vo jo nazar se hai nihan us ka jahan hai tu ki mai Vo shab-e-dard-o-soz-o-Gam kahte hai zindagi jise Us ki sahar hai tU…
Chand nikle kisī janib tiri zebai ka Rañg badle kisi surat shab-e-tanhai ka Daulat-e-lab se phir ai ḳhusrav-e-shirin-dahanan Aaj arzan ho koi harf shanasai ka Garmi-e-rashk se har anjuman-e-gul-badanan Tazkira…
Be-dam hue bimar dava kyun nahin dete Tum achchhe masihā ho shifa kyun nahin dete Dard-e-shab-e-hijran ki jaza kyun nahin dete Khun-e-dil-e-vahshi kā sila kyun nahin dete MiT jaegi maḳhluq…
Baat bas se nikal chali hai Dil ki halat sambhal chali hai Ab junun had se badh chala hai Ab tabiat bahal chali hai Ashk ḳhunab ho chale hain Gham…
Ab vahi harf-e-junun sab ki zaban Thahri hai Jo bhi chal nikli hai vo baat kahan Thahri hai Aaj tak shaiḳh ke ikram men jo shai thi haram Ab vahi…
Ab ke baras dastūr-e-sitam meñ kyā kyā baab īzād hue Jo qātil the maqtūl hue jo said the ab sayyād hue Pahle bhī ḳhizāñ meñ baaġh ujḌe par yuuñ nahīñ…
Ab jo koī pūchhe bhī to us se kyā sharh-e-hālāt kareñ Dil Thahre to dard sunā.eñ dard thame to baat kareñ Shaam huī phir josh-e-qadah ne bazm-e-harīfāñ raushan kī Ghar…
”Aap kī yaad aatī rahī raat bhar” Chāñdnī dil dukhātī rahī raat bhar Gaah jaltī huī gaah bujhtī huī Sham-e-ġham Jhilmilātī rahī raat bhar Koī ḳhushbū badaltī rahī pairahan Koī…